Sunday, January 7, 2007

kya yahi hai dosti!!!

"Kya yahi hai yarron dosti..
kabhi hasti hai to kabhi khelti
yarron ke sang baithana kabhi
kitne haseen the woh din kabhi

yaad aayenge mujhe har ghadi
yehi to thi zindagi meri...


ab hain hum kahin aur sahi
yaad rahein yeh din mujhe har ghadi


Ladna kabhi rona kabhi
sang the hum har ghadi
Kya yahi hai yarron dosti..
kabhi hasti hai to kabhi khelti

haan yehi hai yarron dosti.."

No comments: